Wednesday, September 5, 2012

वफ़ा की शर्त

प्यार शर्तों पे हो ...
ये न गवारा था मुझे ...
और उसने हर वफ़ा की ...
कोई न कोई शर्त रखी थी ....

Netaji.....


Jo log aksar

wada karke bhool jaya karte hai

jane kese wo

aaine me najar mila pate hai...

bhoutiki yug me

har suvidha to pa lete hai

jane kese rula ke logo ko

chain ki neend so pate hai....

rajniti ke name pe

karodon ka dil dukhate hai...

mout to unhe bhi aati hai...

kya zameer se najar mila pate hai...???

Monday, September 3, 2012

baba ka thhappad...krodh ya prasad?

ye duniya kya hai...
Nashwar maya hai...
Tu kyu dukhi hai...
Tu kya sath laya hai....
.
. Kam, lobh, mad..
Moh, ahem, krodh tyago...
Ye kaya nirmohi hai...
Iske pichhe mat bhago...
.
. Ishwar se balwan na koi...
Usse bada mahan na koi...
Jo khudko usse balwan samjhe....
Usse bada moorakh na koi...
.
. Aaj tak sab babaon ne...
Yehi hume sikhaya hai...
Mantro ka chamatkar batate batate...
Ek baba ne thappad ka prasad aaj khilaya hai....

ख़ामोशी ....

 कितने ही राज लिए होती है ख़ामोशी ....
इकरार-ए -जुर्म का निशान भी होती है ख़ामोशी .....
दिल तोड़ देती है ये ख़ामोशी
हर जगह अछि नहीं होती ख़ामोशी .....

Thursday, August 30, 2012

दिल की बात

प्यार का इज़हार बयां हो  तो अच्छा है ....
अश्क, पलकों से धुलक जाएँ तो अच्छा है ...
कभी कभी अनकही दास्ताँ नासूर बन जाती है ...
दिल की बात लबों पे आ ही जाए तो अच्छा है ....

Tuesday, August 28, 2012

Krodh...

'krodh'
bahut bura hai
gar mati kha jaye
bhala bhi hai
jab hosh na khoye
rogo ka ghar hai 
gar is par jor nahi
jine ka josh bhi hai
gar ye rog nahi
tabah kar deta hai
gar nak pe betha ho
zindagi bana bhi deta hai 
gar samaj hit me etha ho..
Krodh na karo
me esa nahi kahunga
krodh karo
par iske adhin na ho ye kahunga... :)

Sauch....

"Sauch"..
har jehen ki alag
har dil ki alag
is alag me bhi
kuchh ki sartahk
kuchh ki nirarthak 
ye humari sauch hai
par sochne wale ke liye
wahi sahi hai
jo uski khudki sauch hai
is alag alag sauch se
kabhi matbhed hote
aur kabhi jan-adhar
bas sochna ye hai
apne vivek se 
ki kya sahi hai
kya galat 
bas ye gyan ho jaye to 
sabki sauch mil jaye
aur shanti ho jaye :)

Monday, August 20, 2012

sharmsar hoti manavta....


kabhi dharm ke name pe...
Kabhi jaat ke name pe...
Kaiyo ne mujhko loot liya...
Mene foota nasib manke...
Har bar hi apna sir pit liya....

Kabhi liya pita ka saya... 
Kabhi maa ko chhin liya...
Kabhi ujad di god meri...
Kabhi suhag ko mere loot liya....

kabhi bachpan chhin liya....
Aur kabhi chat li jawani...
Jaroorat thi sahare hi...
Tab jawan beta chhin liya...

Nirih bhav se dekhta me...
Sabse sath mera chhoot gaya...
Sab kuchh saha yaha mene.. 
Aur jate jate yahi kaha mene...

Nirdayi hatho katl hoti....
Aur sharmsar hoti manavta...

Sunday, August 19, 2012

Siksha ke fayde...

din bhar yu hi
yaha se waha
bhatakte apne
padosi ke ladke
saraswati chandran se
ek din mene bola kyu vyarth samay
gawate ho
kyu na siksha me man
lagate ho
ese tum kya paoge
ek din pachtaoge sunke meri bat
saraswati muskaya
bola ki uncle
aapne itna padke
aaj tak kya paya
itna padh ke bhi kitna kama lete ho
kama bhi liya to
kitna bacha lete ho
hum bada hoke
desh ka neta banuga
padhu ya na padhu desh pe raaj karunga
aap apne bituwa
ko jam ke padhaiyega
padh ke bhi naukari
na mile to
mere pas le aayiega suniye uncle bat pate ki
har profession ki digree hoti hai
par netagiri karne ki
savindhan ne na koi course mukarar k haii...

खुदगर्जी के रिश्ते

न उन्हें मोह्होबत्त है हमसे ....
और न ही हमे है उनसे इश्क .....
बस खुदगर्जी के रिश्ते है ....
दोनों निभाए जा रहे है .....

Friday, August 10, 2012

एक आरज़ू ...

देख के मुझे तेरे साथ ...
कहीं ज़माना मुझे बदनाम न करदें ...
उसका हर बार यही बहाना ....
और हमारी बस यही एक आरज़ू ...

तेरे साथ गुजरे वक़्त

न जन्नत की तलब है ....
न किसी सल्तनत की ....
हमे बस याद है ...
तेरे साथ गुजरे वक़्त की ...

तेरे इश्क में

इन नूरानी आँखों में ....
कौन खो न जाए ....
इन दिलकश अदाओं का ....
कायल कौन हो न जाये ....
खब्ती है वो
जो हस्ते है हमपे ....
तेरे इश्क में दीवाना
कौन हो न जाये ...

Go VEGITARIAN....

kal raah me mili ek murgi...
Badi udaas aur badi dukhi...
Mene pucha kyu bethe ese....
Sundar roop bigaad ke ese...

Dekhke mujhe wo gusse se boli...
O adharmi o kasaai...
Meri ye halat tune banai... 

Achraj se mene puchha
kya kahti ho...
Meri wajah se kese...
Tune apni dasha banai,,,, 

subak ke wo murgi boli...
Tu bhi to unhi me se hi hai...
jinki chatori jibh ke chalte...
Mere jawan bete ne kal jaan gawai.... 

Sunke uski ye baat...
Sach me aankhe nam ho gai...
Kya kahe ab un logo ko...
Jinki mati bhrasht ho gai... 

Jivo ke pran lene walo...
O rasna ke matwalo...
Dharam adharm manne walo...
Apne adharmo ka hisab lagalo...

Thursday, August 9, 2012

हर चीज महंगी

हर चीज महंगी
नाचीज भी महंगी ...
नींद है महंगी ...
तसव्वुर भी महंगी ....

हवा भी महंगी ....
सांसे भी महंगी ...
पानी भी महंगा
बिजली  भी महंगी

अनाज भी महंगा ...
सब्जी भी महंगी ...
तेल भी महंगा....
सवारी भी महंगी ...

बस सस्ती रही ...
गरीब की जान .....
हसरते निकलती नहीं ...
निकल जाते प्राण ....

Wednesday, August 1, 2012

वादा है की .....

कर ऐतबार मेरा ....
मैं ये नहीं कहता ...
पर वादा है की .....
अपनी मोहोब्बत्त...
को रुसवा न करूँगा .....

gair the bas wo hal e dil jan paye.....

aankhon ko parde ki ot me rakh,
chand ashq jarur dhulkae the...
Mene apni hansi ke pichhe...
Sach hai dard chhupaye the... 

Bas ki uski mahfil na ho ruswa...
Hum bepanah dard me bhi muskuraye the...
Jinhe apna kaha wo rahe bekhabar....
Aur jo gair the bas wo hal e dil jan paye the...

Tuesday, July 31, 2012

me ashq hu....

     Raha me jab tak aankho me...
     tune meri kadar na jaani...
     jo dhulka unke gaalo pe...
     to bhi samjha paani...

     jab sukh gaya gir ke maati me..
     wo jwala bana hu uski chhati me...
     bhasm kardi teri sari shan-o-shoukat...
     ab bata kab jani tune meri kimat....

न वजूद है मेरा तेरे बिना

न वजूद है मेरा तेरे बिना  ...
न तेरी हस्ती है मेरे बिना ....
फिर क्यों फिजूल की अदावत में ....
दुश्वार करे अपना जीना ....

मेरे हुज़ूर

क्या क्या जलवे में गिनू।...
किस अदा पे न जान दूँ ...
यूँ हि नहीं वो हर दिल अज़ीज़ ....
दुनिया कायल है मेरे हुज़ूर की .....

तेरी फुरकत

किस तरह काटें है
हमने पल तेरी फुरकत में।...
कभी दीदार की आरज़ू
तो कभी गु-फ-त्गु  की हसरत में .....

mere huzoor...

kya kya jalwe main ginu,
kis ada pe na jaan du,
yu hi nahi wo har dil aziz,
aur yu hi nahi kayal, duniya mere huzoor ki

है कितना इश्क तुझसे ....

है कितना इश्क तुझसे ....
जानना है गर ....
आ मुझमे समाजा  .....
बस मेरी ही तरह ....

अनजान

एक शक्श है ...
दिल में बसा ....
पर हमसे ....
कतई  अनजान ....

जज्बात .....

ख़ुलूस
अदावत ...
बस दो ...
जज्बात .....

मै लहर हूँ ...

मै लहर हूँ ....समंदर की ....
अदब से पेश आओगे तो नहला दूंगी।...
अकड़ दिखाओगे तो बहा दूंगी ...

दो नैन

दो नैन
चार हुए ....
और दो दिल ...
हुए एक ....

mahina sawan ka

mahina sawan ka
daal daal pe jhule
khilkhilati kishoriyan
mahilaye aur bachiyan

gate geet malhaar
rimjhim ki fuhar 
kavadiyo ka dal
har har mahadev ki pukar

jagah jagah kirtan
khushiyo se aalingan
khile khile kisaan
ati prassan bhagwan 

bhare sab tal aur nadiyan
chahun aur bikhri khushiyan
bas itni hi hai arji
insaano se mit jaye khudgarji

रश्क कर रही कायनात ..

देखके तेरा नाम...
मेरे नाम के साथ।..
रश्क कर रही कायनात ....

मेरे हुज़ूर की खासियत

दिलकश अंदाज
दिल लेने का फन
बस यही खासियत
है मेरे हुज़ूर की ....

इश्क

है इश्क
गर लुफ्त
तो करके देखलो .....

Saturday, July 28, 2012

Kalam....

kaha sach usne,
uski awaz daba di gai,
kaha zoot usne,
wo aawaz gunja di gai,

dahshat ke saye me,
sach ko rakha hai sabne, 
zoot ko apne sir pe,
bitha ke rakha hai sabne, 

bas kalam pe aas hai,
ke ye na zoot kahegi,
andhero ko cheer ke,
ujli kiran niklegi,

raaz fash karke,
adharmiyo se niptegi, 
jo hoga sach ka sipahi,
bas hath uske sajegi.

Wednesday, July 25, 2012

इश्क की दुनिया ...

वो आजमाते रहे मेरे इश्क को ....
और हम आजमाते रहे किस्मत को ...

वो जताते रहे मज़बूरी अपनी .....
लब  खामोश थे हम समझ न पाए ....

मेरी शिद्दत को खुदगर्जी समझा ....
बस यही खता ताजिंदगी उसने की ....

कर सकते गर तो कर देते सब नाम तेरे ....
पर सिवा तेरे दिल के मेरी जायदाद क्या थी ...

अपने सपने बेच के सजाई थी मेने ये इश्क की दुनिया  ...
अब तू ही नहीं तो क्या सपने और क्या दुनिया ....

Tuesday, July 24, 2012

नासमझ हूँ में ...

समझ सकता गर ......
हर रंग-ओ-बू-ए-इश्क....
गोया में कोई ......
नामचीन आशिक होता .....


फितरत...........

उसने कहा :- मुफ्त भी हो जाऊ
                    अगर , मुझे पता है
                     तुम फिर भी
                      सौदा करोगे .....

मैंने कहा :- बदल सकती गर
                  तो बदल ही जाती
                   ये तो फितरत है
                   साथ ही जाएगी
                    तेरी मुझे गलत समझने की
                     और मेरी खामोश रहने की ......

Saturday, July 21, 2012

Abhi bhi waqt hai....

Wo kah gaya ....
Ek rou me apni baat...
Jab tak hum samjhe...
Wo dur ja chuka tha....

Di sadaye bahut...
Ki muafi to deta jaye...
Par kya karta wo bhi...
Waqt gujar chuka tha....

Ab us lamhe ko....
Lakh bulate hai hum...
Par Kese loute wo...
Jo lamha gujar chuka tha....

Aksar kai baten...
Dil se juban tak nahi aa pati...
Kahdo yaron jo kahna hai mujhse...
Fir bologe ki tu gujar chuka tha....

वो अजनबी बन गए ....

वो अजनबी बन गए ....
पर हमसे इत्तेफाक भी  है रखते।..
है गिले उनसे बहुत।...
पर सच है आज भी बेइंतेहा इश्क  है करते।..

बस सबब बता देते ....
गर अपनी बेरुखी का।...
दिल यु न जलता ....
और यु अश्क न बहते।....

उनकी यादों में जीना .....
यु दर्द न देता .....
न फुरकत उनकी यु जान लेती .....
बस गर वो मुस्कुरा के जुदा हुए होते ....






Friday, July 6, 2012

bhukh....

bahut purani kathani hai...
Bhukhe bhajan na hoi gopala....
Kuch nahi sohe man ko tab tak...
jab tak Pet me na jae nivala.... 


Sab ne milke mara use....
Mehfil me jis bhukhe ne 2 rotiya churali....
Jashn tha ye chitrakar ka...
Jisne ek bhukhe ki tasveer lakhon me bech dali.... 


Daan ke naam pe
mandiro me lakho de aate hai...
Par bukha garib mil jae to use najar andaj kar aate hai....
Hota hai koi avsar to bahut pakvan banate hai....
Par bhukhe ke hisse wo tab aata hai, jab pakwan sad jate
hai....

Thursday, July 5, 2012

Global Warming...

Only badal chhaye hai...
Kabse Man ko bharmaye hai..
Jane kab ye barsenge...
kab tak hum bundo ko tarsenge....

Fail hui har forecast...
Par mousam vibhag nahi hai hatash....
Kahte hai nayi date de denge....
Aakhir kisi date pe to ye barsenge...

Aakhir humne bhi approach lagayi...
Meghraj se meeting fix karwai....
Jate hi hum unpe garje....
Ki kyu nahi apni duty karte....

Meghraj ne apna lappy mangwaya...
Badhte pollution aur ghatte pedon ka graph dikhaya...
Bole ki aye nadan ye purana concept hai...
Ki hariyali se hi humara contact hai....

Hume waqt pe bulana hai to...
Global warming ghatao....
Buildings bhale hi mat girao...
Par har ek jan ek ped lagao.....

Saturday, June 30, 2012

Tu badal gai.....

Chubhti hai Khamoshi teri...
Khalti hai berukhi teri...
Par ab tujhe kya padi hai meri....
Tujhe mil gai mazil teri...

Is matlabi duniya me...
Samjha tha hatke tujhe...
Par tu bhi usike rang me rangne lagi hai...
Jisse adawat hai meri....

Sath chhoda tune us lamha
Jab sabse jyada jaroorat thi teri
Ek waqt tha, jab mera rooth jana gawara na tha...
Ab sathi mil gaya tujhe, chal hi badal gai teri

Gunah kiya mene to saza se bhi
Inkar nahi mujhe...
Par ab iska kya karu...
Meri har baat pe gunah dhundhna, fitrat ho gai teri...

wo badal gaye....

Mere dil ke dhadkane se jo jite the....
Aaj unhe mere jine marne se ittefaq nahi...
Kal tak meri sab balayen khud pe le lene wale...
Suna hai aaj mere lahoo ke pyase hai...

O bekhabar....

Jise chahte hai Dil-o-jaan se,
bas ek use hi khabar nahi,
Warna jis gali se gujro...
Charcha hai meri mohhobbat ka....

hume ab jarurat nahi teri...

Ek wo badle, sari kaynaat badal gai meri....
Hasin chehre se mere, jane hasi kahan gai....
Par jate jate unhone, itna imaan to dikhaya...
kah gaye 'koi' munasib sathi dhundhlo, hume ab jarurat nahi teri...

Friday, June 29, 2012

Mene haar nahi mani hai...

(By Nishita bhutada)
Kadam thak gaye hai
dur nikalna chod diya
Par aisa nahi ke
maina chalna chod diya

Fasle aksar mohabbat
bada dete hai
par aisa nahi ke
maine karib aana chod diya

Maine chirago se
roshan ki hai aksar apni sham
par aisa nahi ke maine
dil ko jalana chod diya

Me aaj bhi akeli hu
duniya ki iss bheed me
par aisa nahi ke
maine jina chod diya.


(by me)
ye sach hai usne 
meri aur tawajo kam kardi
dil jalta hai ye dekhke par
ye nahi ki mene use chahna chhod diya....

Hook uthti hai dil me
wo din yaad karke jab wo sath thi
aaj wo masruf hai kisi aur ke sath
par mujhe nahi lagta usne mujhe khwabo me lana chhod diya

aksar khamoshiya fasle bana deti hai dilo me
use bhi aagah kiya tha mene is janib
usne suna nahi mera ye bayan
par ye nahi ki mene uski dhadkano ki sada sunna chhod diya....

Chalo unhe bhul jate hai....

waqt waqt ki baat hai, humsafar badal jate hai
aaj humare sath to kal kisi aur ke sath nazar aate hai
Kisi ke jane se zindagi nahi rukti....
jese wo bhul gaye hume, chalo hum bhi unhe bhool jate hai...

Monday, June 18, 2012

दिल जला रहा है।

हमे खबर तो थी की वो मुसाफिर नहीं है ताउम्र के .....
पर यु चुपके से दामन छुडाना दिल जला रहा है।..

Tuesday, January 31, 2012

Dil nahi bahlta...

Hum Bahlaate rahe dil ko....
Ko koi kami nahi hai tujhe....
Par jo kasak baaki hai....
Usse dil bhi waqif hai... aur hum bhi.....

Garaj ka sazda.....

Koi Jannat ka talabgaar hai...
to koi hai gham ka maara...
Garaj ke sazden hai doston....
Ibadat koun karta hai....

Adhuri Kalpana

Sabko door kar diya...
Ek adhuri Kalpana ke khatir....
Na kalpana poori hui...
Na hi ab zindagi pahle si rahi.....

Monday, November 14, 2011

bekhabar....

Masroof hai wo itne....
Ki hamare haal tak ki bhanak nahi....
Humari dhadkano se hal-e-dil jan jaye....
Yeh ummid unse bemani hai....

Friday, September 23, 2011

armaan adhure....

Koi armaan nahi nikalta mera ab...
Har armaan ka dum nikalta hai...
Hai khushi ka din aaj kahne ko to...
Par hotho se fasana-e-sitam nikalta hai...

Tuesday, September 20, 2011

rashq...

Badal liya hai humsafar usne....


par aaj bhi humse ittefaq rakhte hai....

mujhe sath kisi k dekhke rashq hai unhe....

jaahir hai wo aaj bhi humse pyar karte hai .... :)

unki berukhi....

jab dil sisakta hai sitam se..
Aur chahta hai mojudgi unki...
Wo chhod dete hai apne haal pe...
Hum mante the ye bhi unki ek ada...
Par wo is darmiyan kisi ke sath masruf hote hai...

unki masrufiyat...

unhe khabar hai k siwa unke hume koi kam nahi...
Fir bhi unhe jara waqt nahi milta humara haq ataa karne ko...

Wednesday, September 14, 2011

tamam koshishe karli ke samajh pau tera nek irada... Par ek to ye behatasha bahte ashq.. Aur dusra mera chaknachur dil... Mujhe mamle ki tah tak nahi jane dete...

Tuesday, September 6, 2011

Fitur.....

Diwane ban ke jana....
Diwano ko kya kasak hoti hai....
warna lagta tha ki jese....
Bas dimagi fitur hai sara....

Tuesday, August 30, 2011

tu kisi aur ki kyu hai????

Tujhe pane ki jo khooshi thi mujhe.....
us se kahi jyada janlewa hai tera kisi aur ke hone ka ehsas....

Sunday, August 28, 2011

Ankhe khol ke pyar kare...

Pathrili hai ye rah aur chikni bhi,
jane koun kab fisal jae aur koun kab jakhmi....
ehtiyat hi hai behtarin nuskha...
andhe hoke pyar kiya jaye ye duniya us kabil nahi....

me kya hu tere liye..????

Me jo tha ek junoon tera....
ab jese hikarat ban gaya hu....
ek khilona jese, jise ji bhar ke khela...
aur fir purane bakse me band kar diya....

meri kismat mein tu nahi...

Janta hu ki tu na thi, na hai aur na kabhi hogi....
meri kismat mein.....
par fir bhi ye diwana dil tere siwa kuch nahi samajhta....???

par sach to yeh hai ki wo aaj bhi us be-murabbat se pyar karta hai...

Ek hasina thi esi... jo ek shaksh pe marti thi...
us shaksh ki diwangi ki tarah...
woh bhi shiddat se use ishq karti thi...

kahti thi ke beinteha ishq hai tumse..
aur ab na tum bin jine ki kuvaat hai mujhme...

fir jane kya hua use wo kisi aur se dil laga bethi...
bakayda utni hi shiddat se wo kisi aur ko chahne lagi...
ab wo shksh uske lie ek beetee hui baat tha....
sath jine marne ka wada, bas ek bhula jajbaat tha...

par wo shaksh aaj bhi usi chahat ke mousam me jita hai...
us hasina ke diye hue jakhmo ko aaj bhi has k sita hai...
kahta hai sabse ki ishq na karna...ye dunia farebi hai....
par sach to yeh hai ki wo aaj bhi us be-murabbat se pyar karta hai...

masrufiyat....

Socha tha, jab aap masroof ho jaoge duniadaari me...
hum bhi khud ko diniyadari me masroof kar lenge...
par tab ye na socha tha ki...
jab duniya hi humari kahi aur masruf hogi, to kya karenge...

jaan nikalne ko hai...

Itne door to hum tab bhi na the....
jab hum ajnabi se hua karte the....
itne kareeb aake yun door ho jane ja ehsas...
na jaan leta hai, aur na hi jine deta hai hume....

udhaar ki khushiyan...

Ek waqt tha jab hum ashq udhaar mangte the....
aur log humse humari hansi udhaar mangte the...
aaj manjar hai yeh ki koi jarasi khushi bhi udhaar nahi deta hume....

Kiradaar...

Hai tamaam kiradaar wahi...
bas ek uske ke siway....
par ab ye kahani...
wo kahani nahi rahi.....

Fasle...

jarra jarra karte fasle itne ho gae...
kal tak hawa tak ko na jagah thi gujarne ki...
aaj saari qaynaat hai darmiyan humare.....

Wednesday, July 13, 2011

yakin...

woh dete hai duhaai...
khud pe yakin karne ki...
aur har baar khud hi...
yakin tut jane jesa kaam karte hai...

Sunday, July 10, 2011

o bekhabar....

hai sach ki ab tak mene apne hal-e-dil ka bayan nahi kiya tujse....
par mere hal-e-dil ka guman nahi tujhe, maan nahi sakta...

milan ki tadap hai tujhse....

karta hu hal aarzoo...
ke kash kuch esa ho jae...
darmiyan ki humare...
yeh sari duriyan mit jae...

hai raat aur khamoshi bhi dur talak...
aa mil ese mujhse...
 ki is mulaqat ka har lamha yaadgaar ban jae...

hai dil ko teri jaroorat...
hai jine ki tu jarurat...
yahi aalam hai teri janib bhi...
par hay ri is majburi ka kya kiya jae...

dil ke kya ho tum....

dil ke mehman ban ke aaye the tum...
par ab is tarah rahne lage ho....
ki tumhare bina ye dil....
dhadkane ki bhi nahi sochta....

Tuesday, July 5, 2011

लूटेरी...

हर अलफ़ाज़ ऐसा था उनका..
की खोते चले गए हम उनकी बातों में...
जब होश आया तो जाना...
की अपना सब कुछ लूटा बेठे है...

हकीक़त फिर समझ आई हमें...
की दिल का सबसे अज़ीज़ हक गवां बेठे है...
उन्हें लूट के भी हमारा चैन, सुकून नहीं है....
और हम सब कुछ लूटा के भी जैसे, सारी कायनात पाए बेठे हैं....

उनकी उल्फत की आंच ने पिघला दी हर दिवार..
की हर राज-ए-दिल से रु-ब-रु  है
दीवानगी की हद का आलम ये था...
की हम मोम के दरवाजों पे ताले लगाए बेठे है...



Monday, July 4, 2011

बेरुखी उनकी...

ख़ामोशी भी होती थी दरमियाँ...
तो हल-ए-दिल वो जान जाते थे...
अब कह भी देते है अपने हालात...
तो भी नासमझ की तरह पेश आते है...


भीगी पलक

एक अरसे से देखा उन्हें...
तो जज्बात काबू में न रहे...
भीगी पलकों से आँखे चमकने लगी मेरी...
वो समझ बेठे उनके जाने का मुझे कोई गम नहीं....


तू परी है...

जमीं से फलक तक ढूंढा हमने...
की कोई तो तोहफा हो जो दे सके आपको...
हर किसी ने बस यही कहा...
परियों को तोहफे नहीं दिए जाते...

Saturday, April 30, 2011

अनजान......

हर पल में लोग बदल जाते हैं...
पिछले पल में साथ होके अगले पल में बिछड़ जाते हैं...
ऐसे भी लोगो की कमी नहीं है यहाँ....
जिन्हें सामने रह के भी हम नजर नहीं आते हैं.....


Friday, November 5, 2010

तेरी आदतें... माशा-अल्लाह,,,,

हर लम्हा बस जुस्तजू है तेरी....
हर लम्हा आरज़ू है तेरी....
मुंदती नही पलके, सो भी जाऊं तो मेरी...
इन्तजार कराने  की पुरानी आदत जो है तेरी...

मुझे इश्क है तुझसे, यह सब लोग जानने लगे है...
पर तुझे भी वोह एहसास है के नही, खुद मैं भी नही जानता...
कभी लगता है के बेपनाह है, और कभी लगता है जेसे जर्रा भी नही....
अपने दिल की बात अपनी आँखों से भी छुपाने की आदत जो है तेरी....

तेरे गिले....

जानता हूँ कुछ गिले है तुझे....
पर मेरी हर खता के पीछे कुछ वजह थी...
कुछ वजहें मैंने बताई और तुने भी सही माना उन्हें...
और कुछ वजहें न मैं बता सका... न तुने ही जानने की कोशिश की....

Monday, July 19, 2010

बदलती दुनिया...

नजर बदल जाती है, लोग बदल जाते है.....
नए मुसाफिर मिलते है, पुराने छुट जाते जाते है.....
यही दस्तूर है इस दुनिया का, जानते है हम.....
पर जाने क्यों हर बदलाव के साथ हम खुद को नही बदल पाते है....

Thursday, June 10, 2010

एक बार फिर अजनबी बन जाये...

सफ़र की शुरुआत में ही पता था की...
सफ़र का अंजाम क्या होना है....
फिर भी इतनी दूर तक साथ साथ चले आये....
अब जब थक गए है चलते चलते तो....
कह रहे, चलो एक बार फिर अजनबी बन जाये...

तुम्हे भूल जाना मुमकिन नही...

भूलने के लिए भुलाने की कोशिश करनी होती है....
हम तो तुम्हे हर पल का साथी बनाना चाहते है.....
धड़कने जैसे दिल का एहसास कराती है सीने में....
तुम वो एहसास हो जो मजा लाती है जीने में...

Friday, May 14, 2010

साथ साथ....

रखता हूँ सबसे छुपा के तुम्हे....
तुम दिल मे समाये हो...
बस गिला इतना ही है तुमसे...
पलके जुडी रहती है तो नजर आती हो...खोलते ही चली जाती हो..

हर शख्स में ढूंढ़ता हु तुझे...
हर अक्स में पाता हूँ तुझे....
याद नही आता इतनी शिद्दत से चाहना किसी को...
मेरे हर लम्हे में सोचने लगा हूँ तुझे.....

चल पलके बंद कर लेते हैं....
ख्वाब में मिलने के साथ....
हकीकत में तो क्या पता... ये दुनिया मिलने दे या न दे....
पर ख्वाबों में तो रह सकतें है साथ साथ....

Thursday, May 6, 2010

तुमसे मिलना...

खो सा गया हूँ, जबसे तुमसे मिला हूँ...
हर पल तुझे सोचता हु, जबसे तुमसे  मिला हूँ...
सोचता हूँ की एसा क्या हुआ, की में एसा हो गया हूँ....
पर सच ये भी है की जीने लगा हूँ जबसे तुमसे मिला हूँ....

तुम...

है रात गर चांदनी तो चाँद तुम हो...
जो हसरत बाकि दिल की वो हसरत तुम हो....
तनहा हो या महफ़िल में, ख्यालों में तुम हो....
लोग दीवाना कहने लगे है मुझे, मुझे जिसकी दीवानगी है वो तुम हो...

Sunday, May 2, 2010

खुमार.....

सुबह से शाम तक इन्तजार रहता है.....
यह दिल हर लम्हा बेकरार रहता है....
जनता हूँ तू मंजिल क्या हमराह भी नही मेरा....
फिर भी हर लम्हा तेरा ही खुमार रहता है......

Tuesday, April 27, 2010

दिल का हाल...

सोचा न था दिल की ऐसी भी हालत होगी....
किसी अनदेखी अनजानी से दिल को यूँ राहत  होगी...
हम तो समझते थे इन्हें बस किस्से कहानियों की बातें....
क्या खबर थी की एक दिन हमे भी ऐसी हरारत होगी....

Monday, April 26, 2010

वफ़ा...

एक साथ पलकें उठती थी दोनों की, कभी जागने को...
एक साथ पलकें झुकती थी दोनों की, कभी सोने को....
और आज ये आलम है की, उन्हें फुर्सत भी भी नही...
की तफ्तीश भी करले, हमारे जिंदा होने की.....

राहे उल्फत में ही क्यों लोग बिछड़ जातें है.....
जब वक़्त आता है कुछ करने का तो मुकर जातें है....

Sunday, April 18, 2010

ख्वाब...

ख्वाब में ही आजा के, हकीक़त में तो जाने कब मुलाक़ात होगी....


तेरी परछाइयों पे ही मर मिटा हूँ मैं तो....

क्या पता क्या आलम होगा दिल का......जिस दिन तू सच में मेरे साथ होगी...

Monday, April 12, 2010

jaaga soya.....

जग तो गया हूँ पर आँखें अभी भी मुंदी है....
एक हसीं ख्वाब से पलके अभी तक जुडी है.....
काश की मैं आँखें खोलूं और तू सामने हो....
अगर ऐसा न हो पाए तो सुबह ही न हो....

Sunday, April 4, 2010

जख्म

मत छेड़ो दिल के जख्मों को.....
जितना  कुरेदोगे, घाव गहरे होंगे.....
अब तो हालत यह है की...
कोई मरहम भी लगता है तो जख्म हरे हो जाते है....

दीवानगी

उनकी इन्तजार में कितनी सुबहें, शाम हो गई....
जिनके लिए ख़ास थी हमारी हर अदा, आम हो गई...
हम तो उनका जिक्र, खुदसे भी संभल के किया करते है...
और वो कहतें है मैं तेरी दीवानगी के चलते हर जगह बदनाम हो गई...

Saturday, March 6, 2010

मज़बूरी-ए-दिल.....

दिल को कहीं और लगाने की हर जुगत लगाली.....
पर उसकी यादें है की जेहन से ही नही जाती.....
जनता हूँ की अब वोह किसी और की है....
पर इस दिल को इतनी सी बात नही समझ आती....

सुना था इश्क दीवाना कर देता है अच्छे भले इंसान को....
करके देखा तो यकीं भी हो गया,
खुद पे गुजरी है तो मजनूं की "मज़बूरी-ए-दिल" समझ आती है...

महफ़िल कैसे तन्हाई बनती है, आज समझ आया है.....
और यह भी की... कैसे तेरी यादें मेरी तनहाइयों को महफ़िल बनाती है...
कैसे किसी के जाने के बाद उसकी कमी शिद्दत से खलती है.....
तू थी तो जो बातें "बेवकूफी" लगती थी, अब वो ही बातें अक्सर याद आती है....

Friday, February 19, 2010

ख़ामोशी...

वो कहतें रहे , प्यार लफ्जों का मोहताज नही होता.....

और हम इकरार उनके लबों से सुनने की हसरत में रहे....

पर वोह ख़ामोशी से जो बात कह गए....

हम ताउम्र भी वोह बात अपने लबों से न कह पाए....

जो एक जर्रा-ऐ-लम्हा में वो कर गए.....

हम तमाम कोशिशों के बावजूद भी न कर पाए.....


Thursday, February 18, 2010

आपकी दुआ..

ये तो दुआ है लोगों की , की साँसे आ जा रही है....

वरना उसने तो कोई कसर नहीं रखी है....

लोग कहते है ज़िंदा हूँ मैं....

पर हकीक़त तो यह है की जान तो उनमें ही अटक रखी है...

Friday, February 12, 2010

जुस्तजू.....

एक जुस्तजू थी की कुछ तो नया करूँ मैं...
पर जिंदगी की आपाधापी में जाने वो कहाँ सो गयी.....
मिला जो तुमसे तो वो फिर से करवट लेने लगी है....
और फिर से एक बार मैने उसे जीने की ठानी है....
और इस बार मैं उसे सोने नही दूंगा.....
ये मेरा वादा है तुमसे मेरी "प्रेरणा".....

Friday, January 8, 2010

वाद- परिवाद....

वाद :- एक कमी थी ताज-महल में...हमने तेरी तस्वीर लगा दी....

आपने झूठा वादा करके....आज हमारी उम्र बढादी.....

तेरी गली में सजदा करके....हमने इबादतगाह बना दी॥

परिवाद :- आपके दिल में लगवानी थी जो...वो तस्वीर ताज-महल में लगवा दी....

आपने जिसे झूठा कहा, हमने उसपे जान गँवा दी....

मेरी गली को इबादतगाह बना के...खुदा से अदावत करा दी...

वाद :- ऐसे बिछड़े रात के मोड़ पर....आखिरी हमसफ़र रास्ता रह गया....

परिवाद :- चलते रहा ता-उम्र साथ मैं....सबने रास्ता ही कहा, हमसफ़र नही....

वाद :- और तो आशिकी में क्या मिलता...अपनी हस्ती भी छीन गयी मुझसे....

परिवाद :- फ़ना हो जाये कायनात जिसमें ये आशिकी का जलाल है...

किसी को तख्तो ताज खोने का गिला है, किसी को हस्ती का मलाल है....

वाद :- मैं जिसके आख का आंसू था...क़द्र न की उसने...बिखर गया हु अब तो धुल से उठा रहे है मुझे....

परिवाद :- भर भर आती थी ग़म से आँख तो भी न गिरने दिया, एक अरसे से मिली ख़ुशी तो तुझे न संभाल पाया...

ख़याल १ :- सोच कर आओ कु-ऐ-तमन्ना, जान-ऐ-मन जो यहाँ रह गया, रह गया...

उनकी आखों में कैसे छलकने लगा, मेरे होठों पे भी माजरा रह गया....

ख़याल 2 :- रकीब बन गयी दुनिया, मेरी आखों में जो अक्स उनका दिख गया....

मेरे जीते जी तो न समझ सके मुझे, फिर ता-उम्र मेरा जिक्र ही काम रह गया.....

ख़याल ३:- कागज की कश्ती थी पानी का किनारा था...खेलने की मस्ती थी...दिल भी आवारा था...

कहाँ से आ गए इस समझदारी के दलदल में, बचपन का वो वक़्त कितना प्यारा था....

ख्याल ४ :- लम्हा दर लम्हा उम्र गुजर जाती है...किनारे खो जाते है कश्तियाँ डूब जाती है....

हम जिनकी यादों के सहारे आज ताज जी रहे है, खुदा जाने उन्हें हमारी याद भी आती है??

Wednesday, December 30, 2009

तेरी मुस्कान....

तेरे लिए कुछ भी कर जाऊं वोह कम है....

तेरी एक मुस्कान के लिए जो भी कीमत चुकाऊं कम है.....

एक जनम में क्या होगा तेरा साथ पाके....

तेरे साथ सात सौ जनम भी भी पाऊं तो कम है.....

Thursday, December 17, 2009

हैरान है आइना....

आजकल कुछ बन सँवारने लगे है.....

जबसे एहसास हुआ है की वो देखते है हमे.....

आइना भी हैरान है हमसे.....

की अचानक कुछ वक्त देने लगे है उसे.....

Friday, December 11, 2009

तेरे बिना....

हो जाते हो खफा तुम तो, बोझिल सी हो जाती है जिंदगी...

पास होते हो तुम तो खिल सी जाती है ज़िन्दगी...

लोग कहते है, मैं उदास होके अच्छा नही लगता....

पर तेरी नाराजगी को भी तो पचा नही पाती जिंदगी....

Thursday, December 10, 2009

तेरे हुबहू....

है दूर तू, पर दिल के करीब उतनी ही.....
साथ न होके भी, है तू मुझमे ही कहीं...
लोग कहते है, मैं बदल सा गया हु तुझसे मिलके....
मेरी सूरत मिलने लगी है , हुबहू तुझमे ही.....

Tuesday, December 1, 2009

इश्क जूनून...

है इश्क वो खलल, जो दीवाना बना देता है....
वो पास रहते है तो सालो-साल का भी पता नही चलता....
और उनकी दूरी का ख्याल भी दिल को हिला देता है......