Thursday, November 14, 2013

bachpan ke din

sahi kaha ki bachpan bhi kya manzar tha...
bole to sabki aankho ka apun hi noor tha...

jo bhi dekhta galo pe pyar jad deta....
aur apun ka pyar pane ko choklate offer karta....

apun ki shararton pe bhi gharwale itrate...
kuchh naya kiya to sabko proudfully batate....

sabke sapne pure karne ka apun hi hope tha...
qki shararat karne me bhi apun hi top tha....

gali me apni umra ke bacho ke sath khelna....
kabhi pit ke aane ka to kabhi unko pit dena...

yaden sari aaj bhi muskan-o-ashq de jati hai....
jab yehi sab mujhe meri beti me dikh jati hai....

Monday, November 11, 2013

मेरे सजदों में कमी क्या थी …

हाँ है रश्क़ उसके नसीब से  जिसे बिना मांगे ही मिल गया तू …

ए इश्क़ इतना तो बता मेरे सजदों में कमी क्या थी …

तेरी मेरी तासीर

 है तेरी मेरी तासीर एक जैसी ए इश्क़। ।

न तेरा और न मेरा एहतराम है किसी को। …