Thursday, August 30, 2012

दिल की बात

प्यार का इज़हार बयां हो  तो अच्छा है ....
अश्क, पलकों से धुलक जाएँ तो अच्छा है ...
कभी कभी अनकही दास्ताँ नासूर बन जाती है ...
दिल की बात लबों पे आ ही जाए तो अच्छा है ....

Tuesday, August 28, 2012

Krodh...

'krodh'
bahut bura hai
gar mati kha jaye
bhala bhi hai
jab hosh na khoye
rogo ka ghar hai 
gar is par jor nahi
jine ka josh bhi hai
gar ye rog nahi
tabah kar deta hai
gar nak pe betha ho
zindagi bana bhi deta hai 
gar samaj hit me etha ho..
Krodh na karo
me esa nahi kahunga
krodh karo
par iske adhin na ho ye kahunga... :)

Sauch....

"Sauch"..
har jehen ki alag
har dil ki alag
is alag me bhi
kuchh ki sartahk
kuchh ki nirarthak 
ye humari sauch hai
par sochne wale ke liye
wahi sahi hai
jo uski khudki sauch hai
is alag alag sauch se
kabhi matbhed hote
aur kabhi jan-adhar
bas sochna ye hai
apne vivek se 
ki kya sahi hai
kya galat 
bas ye gyan ho jaye to 
sabki sauch mil jaye
aur shanti ho jaye :)

Monday, August 20, 2012

sharmsar hoti manavta....


kabhi dharm ke name pe...
Kabhi jaat ke name pe...
Kaiyo ne mujhko loot liya...
Mene foota nasib manke...
Har bar hi apna sir pit liya....

Kabhi liya pita ka saya... 
Kabhi maa ko chhin liya...
Kabhi ujad di god meri...
Kabhi suhag ko mere loot liya....

kabhi bachpan chhin liya....
Aur kabhi chat li jawani...
Jaroorat thi sahare hi...
Tab jawan beta chhin liya...

Nirih bhav se dekhta me...
Sabse sath mera chhoot gaya...
Sab kuchh saha yaha mene.. 
Aur jate jate yahi kaha mene...

Nirdayi hatho katl hoti....
Aur sharmsar hoti manavta...

Sunday, August 19, 2012

Siksha ke fayde...

din bhar yu hi
yaha se waha
bhatakte apne
padosi ke ladke
saraswati chandran se
ek din mene bola kyu vyarth samay
gawate ho
kyu na siksha me man
lagate ho
ese tum kya paoge
ek din pachtaoge sunke meri bat
saraswati muskaya
bola ki uncle
aapne itna padke
aaj tak kya paya
itna padh ke bhi kitna kama lete ho
kama bhi liya to
kitna bacha lete ho
hum bada hoke
desh ka neta banuga
padhu ya na padhu desh pe raaj karunga
aap apne bituwa
ko jam ke padhaiyega
padh ke bhi naukari
na mile to
mere pas le aayiega suniye uncle bat pate ki
har profession ki digree hoti hai
par netagiri karne ki
savindhan ne na koi course mukarar k haii...

खुदगर्जी के रिश्ते

न उन्हें मोह्होबत्त है हमसे ....
और न ही हमे है उनसे इश्क .....
बस खुदगर्जी के रिश्ते है ....
दोनों निभाए जा रहे है .....

Friday, August 10, 2012

एक आरज़ू ...

देख के मुझे तेरे साथ ...
कहीं ज़माना मुझे बदनाम न करदें ...
उसका हर बार यही बहाना ....
और हमारी बस यही एक आरज़ू ...

तेरे साथ गुजरे वक़्त

न जन्नत की तलब है ....
न किसी सल्तनत की ....
हमे बस याद है ...
तेरे साथ गुजरे वक़्त की ...

तेरे इश्क में

इन नूरानी आँखों में ....
कौन खो न जाए ....
इन दिलकश अदाओं का ....
कायल कौन हो न जाये ....
खब्ती है वो
जो हस्ते है हमपे ....
तेरे इश्क में दीवाना
कौन हो न जाये ...

Go VEGITARIAN....

kal raah me mili ek murgi...
Badi udaas aur badi dukhi...
Mene pucha kyu bethe ese....
Sundar roop bigaad ke ese...

Dekhke mujhe wo gusse se boli...
O adharmi o kasaai...
Meri ye halat tune banai... 

Achraj se mene puchha
kya kahti ho...
Meri wajah se kese...
Tune apni dasha banai,,,, 

subak ke wo murgi boli...
Tu bhi to unhi me se hi hai...
jinki chatori jibh ke chalte...
Mere jawan bete ne kal jaan gawai.... 

Sunke uski ye baat...
Sach me aankhe nam ho gai...
Kya kahe ab un logo ko...
Jinki mati bhrasht ho gai... 

Jivo ke pran lene walo...
O rasna ke matwalo...
Dharam adharm manne walo...
Apne adharmo ka hisab lagalo...

Thursday, August 9, 2012

हर चीज महंगी

हर चीज महंगी
नाचीज भी महंगी ...
नींद है महंगी ...
तसव्वुर भी महंगी ....

हवा भी महंगी ....
सांसे भी महंगी ...
पानी भी महंगा
बिजली  भी महंगी

अनाज भी महंगा ...
सब्जी भी महंगी ...
तेल भी महंगा....
सवारी भी महंगी ...

बस सस्ती रही ...
गरीब की जान .....
हसरते निकलती नहीं ...
निकल जाते प्राण ....

Wednesday, August 1, 2012

वादा है की .....

कर ऐतबार मेरा ....
मैं ये नहीं कहता ...
पर वादा है की .....
अपनी मोहोब्बत्त...
को रुसवा न करूँगा .....

gair the bas wo hal e dil jan paye.....

aankhon ko parde ki ot me rakh,
chand ashq jarur dhulkae the...
Mene apni hansi ke pichhe...
Sach hai dard chhupaye the... 

Bas ki uski mahfil na ho ruswa...
Hum bepanah dard me bhi muskuraye the...
Jinhe apna kaha wo rahe bekhabar....
Aur jo gair the bas wo hal e dil jan paye the...