"Sauch"..
har jehen ki alag
har dil ki alag
is alag me bhi
kuchh ki sartahk
kuchh ki nirarthak
ye humari sauch hai
par sochne wale ke liye
wahi sahi hai
jo uski khudki sauch hai
is alag alag sauch se
kabhi matbhed hote
aur kabhi jan-adhar
bas sochna ye hai
apne vivek se
ki kya sahi hai
kya galat
bas ye gyan ho jaye to
sabki sauch mil jaye
aur shanti ho jaye :)
har jehen ki alag
har dil ki alag
is alag me bhi
kuchh ki sartahk
kuchh ki nirarthak
ye humari sauch hai
par sochne wale ke liye
wahi sahi hai
jo uski khudki sauch hai
is alag alag sauch se
kabhi matbhed hote
aur kabhi jan-adhar
bas sochna ye hai
apne vivek se
ki kya sahi hai
kya galat
bas ye gyan ho jaye to
sabki sauch mil jaye
aur shanti ho jaye :)
No comments:
Post a Comment