Tuesday, July 31, 2012

mahina sawan ka

mahina sawan ka
daal daal pe jhule
khilkhilati kishoriyan
mahilaye aur bachiyan

gate geet malhaar
rimjhim ki fuhar 
kavadiyo ka dal
har har mahadev ki pukar

jagah jagah kirtan
khushiyo se aalingan
khile khile kisaan
ati prassan bhagwan 

bhare sab tal aur nadiyan
chahun aur bikhri khushiyan
bas itni hi hai arji
insaano se mit jaye khudgarji

No comments: