Tuesday, July 31, 2012

me ashq hu....

     Raha me jab tak aankho me...
     tune meri kadar na jaani...
     jo dhulka unke gaalo pe...
     to bhi samjha paani...

     jab sukh gaya gir ke maati me..
     wo jwala bana hu uski chhati me...
     bhasm kardi teri sari shan-o-shoukat...
     ab bata kab jani tune meri kimat....

No comments: